Wednesday, July 18, 2007

ISS HAFTE KA YADGAAR SCENE (KOI RASTAA HAI PAA)


Father: Thumhe kuchh nahin hoga Karan. I promise you, tumhe kuchh nahin hogaa. Bas mujhe un sab ke naam bataa do jo isme involved the. Okay! Meri pahuch nahut upar tak hai. Main best lawyers ki madad lunga. Kuchh bhi karunga. Lekin tumhe is se bahar nikal dunga. Itna yaad rakhna ki tumhe sirf itna kehna hai ki tumhe zabardasti isme involve kiya gaya tha. Okay! And then you are out of this country…. Kuchh to bolo. Samjhe ki nahin. Say something god damn it. Warna tumhare baap ki zindagi bhar ka naam, mehnat, shaurat sab dub jayegaa. Bolo kyun kiyaa tumne ye sab. Kyun kiya


Karan: Aap ne kyun kiya?


Father: Maine? Maine kya kiya?


Karan: Maut se nahin darte ye log. Ajay kehta tha.. aane do saali maut ko. Desh ke lioye to kuchh bhi. Ajay…. Ajay. Sambhal lenge. Out of the country. Ajay zinda jaal gaya. Desh ke liye nahin. Aap ne mar dala use. Mazak bana diya ajay ko.


Father: Okay. I know… I know… tum bahut disturbed ho. Lekin jo hua wo ho gaya… ab main sab sambhal lunga. Okay. Koi raasta nikal lenge bacche. Ok


Karan: Koi rasta hai paa?


Father: off course! Off course bahut saare raste hain. You will be out of this problem soon. Yes, you will go away from this country.